Top

Jaane tere shehar song Lyrics - Jazbaa (2015),Vipin Anneja,Aishwarya Rai Bachchan,Irrfan Khan

Share:


Jaane tere shehar song Lyrics - Jazbaa (2015),Vipin Anneja,Aishwarya Rai Bachchan,Irrfan Khan
Song Title:Jaane tere shehar
Movie/Album Title:Jazbaa (2015)
Singer: Vipin Anneja
Lyrics By: Arko
Music By: Arko
Cast:Aishwarya Rai Bachchan,Irrfan Khan
Music On: Zee Music Company

Short Description:

Jaane tere shehar Song from "Jazbaa" 2015 movie.sung by Vipin Anneja music directed by Arko and written by Arko.

Jaane tere shehar(Song Lyrics)


Jaane tere shehar ka kya iraada hai
Aasmaan kamm parindey zyaada hai
Oh....Jaane tere shehar ka kya iraada hai

Khushi ka hissa Ghamm ka hissa
Ghoont ka hissa Damm ka hissa
Zakham aur marhamm ka hissa
dil faroshi ka ye kissa

Jaane tera ishq bhi Kya tamasha hai
Jaane tera ishq bhi Kya tamasha hai
Raat ko mulzim Din me Khuda saa hai

Jaane tere shehar ka kya iraada hai

Jaane hum pe kaunsi aisi tomat hai
Samajjh na paye ab hai ya aadat hai
Malmal me lipte hai Phir bhi bikhre hai
Bas ye zaam hamara hai hum iske hai

Yu to mera dard hi ek dawaa saa hai
Yu to mera dard hi ek dawaa saa hai
Har ghadi zind Har din naya saa hai

Jaane tere shehar ka kya iraada hai
Jaane tere shehar Video Song..
Jaane tere shehar Audio song



No comments