Woh toh yahin hai song Lyrics - Main Aur Charles(2015),Jonita Gandhi,Randeep Hooda & Richa Chadda
Song Title: Woh toh yahin hai
Movie/Album Title: Main Aur Charles(2015)»
Singers: Jonita Gandhi
Song Cast: Randeep Hooda & Richa Chadda
Lyrics by :Dr. Sagar
Music By :Vipin Patwa
Music launch by: T-Series

Movie/Album Title: Main Aur Charles(2015)»
Singers: Jonita Gandhi
Song Cast: Randeep Hooda & Richa Chadda
Lyrics by :Dr. Sagar
Music By :Vipin Patwa
Music launch by: T-Series
Short Description:
Woh toh yahin hai Song from "Main Aur Charles" 2015 movie.sung by Jonita Gandhi Music By Vipin Patwa lyrics by Dr. SagarWoh toh yahin hai (Song Lyrics)
Woh toh yahin hai lekin
Har koi usko dhoondhe
Parwaah nahi hai uski
Dil chahe jaan bhi chutte
Khud ko manata rehta
Chaahe ye duniya rutthe
Neendo me guske
kare sapne barbaad
Jism aur jaan me wo ab
Aise utar jaayega
Aaina dekhiye to
wo hi sirf nazar aayega
Wo to yahi hai lekin
Har koi usko dhundhe
Neendo me guske
kare sapne barbaad...........
Khud hi udaa kar sabke
Pankho ko kaate wo
Kaale fasaane likhta
kaajal churake wo
Khud ko sirf yaad rakhta
Duniya bhula ke wo
Sadiyaa bikher dala
lamha me aake wo
Pankho ko kaate pehle
fir wo kare aazaad
Neendo me guske
Kare sapne barbaad.....
Har koi usko dhoondhe
Parwaah nahi hai uski
Dil chahe jaan bhi chutte
Khud ko manata rehta
Chaahe ye duniya rutthe
Neendo me guske
kare sapne barbaad
Jism aur jaan me wo ab
Aise utar jaayega
Aaina dekhiye to
wo hi sirf nazar aayega
Wo to yahi hai lekin
Har koi usko dhundhe
Neendo me guske
kare sapne barbaad...........
Khud hi udaa kar sabke
Pankho ko kaate wo
Kaale fasaane likhta
kaajal churake wo
Khud ko sirf yaad rakhta
Duniya bhula ke wo
Sadiyaa bikher dala
lamha me aake wo
Pankho ko kaate pehle
fir wo kare aazaad
Neendo me guske
Kare sapne barbaad.....
Woh toh yahin hai Video Song..
Woh toh yahin hai Audio song
No comments